Pasand ki Shadi: In Islam, marriage is a legal contract between a man and a woman. Both the groom and the bride are to consent to the marriage of their own free wills. A formal, binding contract – verbal or on paper – is considered integral to a religiously valid Islamic marriage, and outlines the rights and responsibilities of the groom and bride. There must be two Muslim witnesses of the marriage contract. Divorce in Islam can take a variety of forms, some executed by a husband personally and some executed by a religious court on behalf of a plaintiff wife who is successful in her legal divorce petition for valid cause.
Jaldi pasand ki shadi ka wazifa
Iss mien koi shuk nahi k insaan bht jald hai. Insaan ki iss sifat ko ALLAH TAALAH ny in Quran e Pak mein bhi zikr farmya hai.lakin zindgi hr cheez ka faisla jald bazi mien hr giz nahi krna chahei , kiun k jaldi mein kiye huye aksar faisly
Iss bary mein aik hades pak bhi hai jis ka mafhom hai jald bazi shetan ka kam hai.Agar hum iss Hades mubarka ko har waqt zehun mein rkhein tu hum kbi bhi kisi kam mein jaldi nahi Karen gy. Shadi jaisy ehum kam ka faisla jaldi mien nahi krna chahei .ALLAH TALLAH ny har chez ka aik time mukrar kiya wa hai aur wo kam apny time sy agy pechy nahi hu skta .Lakin aik surat mein aisa mumkin hai ,jb hum uss kam k leye apni koshish aur dua ko bhra dein gy tu ALLAH TALLAH ki zaat sy umeed hai k wok am jaldi hu jaye ga.
Har insaan ki pasand dusry sy alag huti hai ,kbhi hamari pasand ,dusron ko pasand nahi ati ,aur kbi dusron ki pasand hamein pasand nahi ati.Hamien sab ki pasand ka ehtram krna chahei aur kisi ko apny sy kumtar nahi chahei smjhna chahei.
Pasand ki shadi k liye parents ko manane ka wazifa
ALLAH TALLAH aur hamary payary RASOOL HAZRAT MUHAMMAD (p.b.u.h)ky bad her insaan per sb sy zaida huk us k parents ka hai.bachpun sy ly kar jawani tuk hamari her khushi ko pora krna aur her asani hamein dyna ,hamein her mushkil sy bchana ,parents k ilawa ye sb koi nahi kar skta.
Jaisy jaisy insaan bara huta hai ,ahista ahista us ki her chez mein apni pasund bun,ny lgti hai.aur aik wqt aisa bhi ata hai jub usy apni pasund parents ki pasund sy zaida meboob hu jati hai .aisy wqt mein parents ko zaida smjnha chahei aur koi behtr hul niklana chahei.
Pasand ki shadi k liye taweez
Zindgi mein bht c chezein insaan ko pasund ati hain aur bht c na psund lakin zaruri nahi k her pasandida chez hamien hasil hu jaye .aur khuch chezien hamien iss hud tuk pasund ajati hain k hum unn k beghair jeena ka taswar bhi nahi kar skty ,aur unhy hasil krny k leye apni pori koshish laga dyty hain .
Shadi insaan ki zindgi ka aik ehum marhala huta hai ,lehaza iss k bary mein koi bhi faisla krty wqt hum her lehaz sy soch lyna chahei taa k any waly wqt mien hamein hark ism k nuksanat sy bach sakein .
Pasand ki shadi ka qurani amal
Islam wahid aik aisa mazhub hai jo insaani fitrat k aein mutabik hai .Zindgi ka koi bhi shouba aisa nahi hai jis ki mukamal rehnumai hamein apny deen aur Quran sy na mily .Lehaza hamien tamam kam shariyat ki hadood mein rehty huye krny chahei aur gheroon ki takleed bikul nahi krni chahei.
istikhara Online For Love Marriage
- Love Marriage Solution Center
- Salat-ul-Istikhara in Urdu | Istikhara Online
- Good Luck Taweez Online Istikhara
Contact us for all your problems and Get 100% Result
Istikhara Specialist
Professor. Javed Hussian Shah
Call Us: 0092-300-4222246